Friday, August 16, 2013

Best Dialogues of Once Upon A Time In Mumbai Dobaraa

Peene ki capacity, jeene ki strength,
account ka balance aur naam ka
khauff ... kabhi bhi kam nahi hona
chahiye

Tu Apna Baccha Hai Aslam ,Teri Maiyaat
pe 1 Peg
Xtraa Lagaunga Lekin Saale Tereko
Maroonga Jaroor

Aane Jane Wale Har Raste par Likh Do
Yahan
Kanoon ka Aana Jaana Mana hai

Hero Marne ke baad Swarg Jaata hai Aur
Villain Jeete
ji Swarg Pata hai

Dafan to Sabne hona hai Ek Din, Agar
Jeete ji Dab
Gaya to Insaan Mitti hai

Wahan Uske 100 Poore hue Aur Yahan
tum Mere
Saath 100 Min Bitaaoogi

Agar Main HERO ban Gaya to Meri
Pehchaan Bura
Maan Jayegi

Mohabbat woh mohra hai jiski wajah se
bade badhon ko maat mili hai

In award ki keemat sirf ek saal ki hoti
hai ... par duayein hamesha saath deti
hai ... is liye kehna chahongi, bus dua
mein yaad rakhna

Chaubees ghante ka time hai ... khud
nahi aayi toh is Ravan se bachane ke
liye koi Ram nahi aane waala

Hero kya hota hai? ... pyar ke liye ladne
waala, dosti ke liye marne waala ...
kismat se fakeer par himmat se bhara
hua ... sharif aadmi

Suna hai upar waala achche logon ko
bahut jald apne paas bula leta hai

Khiladi tha ... ab pura khel hoon

Pyar mein marne ke liye tayyar ho jao

Apne dhande ki ek saying hai ... jahan
teen ka tikda, wahan kaam bhigda

Apni dosti tire aur tube jaisi hai ... hawa
teri nikalti hai aur beth main jaata hoon

No comments:

Post a Comment